Taklif

 Taklif bahut hi sadaran saa sabad kishi ko bi ho sakti h. Rahul ghar ja raha tha raste me kuch esa mila ki rukh kar dekha uske aakho ko taklif mahsus hone lagi ka karu rahul jaljalaya magar rahul ki umar abhi 12 saal ki thi. Rahul ek garib bache ko dekha jiske kapde fate huve magar aakho me aashu nahi wo bas kishi ko bina kuch kahe huve aapne kaam par dhyan de raha tha ushe gadiyo ki safai ka kaam ache tarike se aata tha gadi ko 1 minit me pani dala or ak chote se wapar ki sahayata se pani ko badi aaram se upar se niche la deta uska ye kaam bakiyo se alag tha uske bi kuch dost yahi kaaam karte te magar wo custmar ko santust kar deta tha log gadi ko hath nahi lagane dete te mar rahul ki safai badi hi sandar lagti thi a.... Aaj ke liye bas ita hi kal aage us ladke ka naam or uski chahte ke baare me padhege


Gud night

Comments

Popular posts from this blog

Creativity Inc ed catmull

Shiva

KUCH BATE JO JANEGE TO EFFECT HOGA